An attempt in hindi poetry! Please read on and give me your feedback
Koyal ne apna sur cheda,
Hawa ne pedon ke shakhaon ko thoda.
Baarish kha aagaz ho chuka tha.
Aise lag raha tha jaise koi badal ko mar raha mukka tha.
Tip tip barsa thanda pani.
Varsha ki hi sirf sunnai dhi ek dhvani.
Hawa ke jhonkon ne sehlaya hamara baal.
Khash aakash abhi bhi hotha laal.
Kaale ghane baadal mein khadki ek pili bejlee!
Darr ke maare meow meow bloi meri palthu billi.
Magar hum mitti ki suhaani khushbu lene mein vyasth.
Varsha,tu karde har bimar ko svasth!

Tum ithni khubsoorat ehsas dilathi ho,
patha na chala meine pusthak se khidki ke bahar ghumaye apne nain do.
Maa ne yaad dilaya hain kal pariksha,
daant ke badle kahan pakode aur pusthak se anand lo iss varsha ka!
Recent Comments